"Maut Tu Ek Kavita Hai"-Anand(Movie)


                                              Rest In Peace The Superstar RAJESH KHANNA

Some Famous dialogues from Rajesh Khanna's Movie-

‘Kab, kaun, kaise uthega ye koi nahin bata sakta hai’
- Anand

‘Babumoshai, zindagi aur maut uparwale ke haath hai. Usse na aap badal sakte hain na main’
- Anand

‘Main derr se aata nahi hun lekin kya karu, der ho jaati hai. Isliye maafi ka haqdar hu, agar phir bhi kisine na maaf kiya ho toh main yahi kehna chahta hoon, Humko maafi dedo saahib’
- Ram Balram

“Main marne se pehle marna nahin chahta”
- Safar

“Yeh toh main hi jaanta hoon ki zindagi ke aakhri moor par kitna andhera hai”
- Safar

Kisi badi khushi ke intezaar mein … hum yeh chote chote khushiyoon ke mauke kho dete hain
- Bawarchi

Yeh lo, phir tumhari aankho main paani! Maine tumse kitni baar kahan hai ki, Pushpa mujhse ye aansu dekhe nahi jaate. I hate tears.
- Amar Prem

Iss ek glaas main ek majdoor ki ek mahine ki roti hai aur parivaar ki saans. Kabhi socha hai ki iss ek glass ko pite hi hum ek parivaar ko bhooka maar dete hai
- Namak Haram

–Maine Maut ko dekha to nahi par shayad woh bahut Khubsurat hogi. Kambakht jo bhi usse milta hain, Jeena chod deta hain.

–babu mushay hum sab is rangmanch ki katputliya hain, jin sab ki dor upar wale ke haath me jaane kb kon uth jaye ye hum mese koi nhi janta hai

–‘Anand mara nahi. Anand marte nahi’

0 comments: